New Blog Website Par Google Adsense Approval Kaise kare 2020
Hello Dosto ise post me ham aapko New Blog Website Par Google Adsense Approval Kaise kare 2020,How to approve google adsense on new blog website 2020,ke bare me batayenge agar aapki new blog website he our aapko Google Adsense Approval nahi mil raha hai to aap ise post ko poora padhe
![]() |
Add caption |
How to approve google adsense on new blog website 2020
Dosto aap soch rahe honge ki Google Adsense kya hai to ise par ham ne alag post bana rakhi he aap use bhi dhek sakte hai Dosto aaj kal loge paise kamane ke liye website to bana lete hai par us par Google Adsense Ka Approval asani se nahi mil pata our iseliye hamne is post ko likha h ise post me aapko New Blog Website Par Google Adsense Approval Kaise kare 2020,How to approve google adsense on new blog website 2020 and Google Adsense Approval ki Trik and tips batai gai hai
New Blog Website Par Google Adsense Approval Kaise kare 2020,How to approve google adsense on new blog website 2020
dosto is post me ham aapko Google Adsense Approval ki trik batayenge jisse aap Adsense Approval aasani se le sakte hai
High Quality Contnets -
Dosto blog website par aap article likhte hai use hi High Quality Contnets kahte hai our yahi blog website ka raja hota hai agr aapko Adsense Approval lena hai to aapko High Quailty Contnets likhna hoga our contents 100% unic hona chahiye our aapka contnets copyright nahi hona chahiye agr aap kisi ka contnets copy karke apne blog par dalenge to aapko Adsense Approval lene me problum aa sakti hai isliye aapko khud ka hi contnets likhna hai
Domain And Hosting -
Dosto aapko agr Adsense Approval lena hai to aapko pahle Domain our Hosting Buy karna padega kyoki aapko Free Domain me Adsense Approval nahi mil sakta our aapko Domain .com , .in .org jaise Domain ko hi Buy karna hai
Important Pages -
Adsense Approval lene ke liye aapko pahle khuch pages banane honge jaise About us ,Contact us, and Privacy Policy kyoki in pages ke bina aapko Adsense Approval lene me problum aa sakti hai isliye in pages ko aapko apni Website me lagana hoga our aapka domain kam se kam one month old hona chahiye
Topic -
Dosto sabse pahle aapko yaad hona chahiye ki aap kis topic par apni website bana rahe hai aapka topic trending topic hona chahiye agar aap ase topic par website bana rahe hai jo ki pahle se hi us topic par bahut si website ho to aap us topic par website na banaye kyoki aapko us topic par apni post ko renk karne me problum aa sakti hai our aapko isliye ese topic par hi aapni website banaye jo ki trending me ho our aapko us topic par jankari ho
Copyright Contnets -
Dosto agr aapko Adsense Approval lena hai to aap apni website par koi sa bhi Copyright Contnets oue Copyright images nahi hona chahiye agar aapne copyright Contnets ka us apni website par karte hai to aapki post kabhi Google me renk nahi hogi our aapko Adsense Approval bhi nahi milega Isiliye bina copyright contents hi dale
Responsive Theme -
Agar aapko Adsense Approval lena hai to pahle aapko apni website ko acchi tarah se Design kare our responsive theme ka hi us kare our aapki theme mobile freindly hona chahiye
Blog Traffic -
Dosto sabse jaroori bat aapko Adsense Approval lene ke liye apni website par Traffic lana hoga our apni website par traffic lane ke liye aapko orignal Contnets our unic artical likhna hoga tabhi aapki website par traffic aa sakta hai our aap apni post ko share karke bhi traffic la sakte hai
Dosto in sab niymo ko yaad rakhte hue hi aap Adsense ke liye aplly kare agar aapki website par pure ruls complit hai to aapko Adsense ke liye apply kar dena our jab aap Adsense ke liye Apply kare tab aapko regular post publish karna hai our Adsense ke liye Apply karne ke bad aapke pass 2-3 din me mail aa jayega our aapko pata chal jayega ki aapko Adsense Approval mila ya nahi our aapko Adsense reject ho jaye to mail par uska karan bhi mail par aa jayega ki kis karan aapko Adsense Approval nahi mila
Dosto agar aapne in rules ko follwo karte hai to aapko 100% Adsense Approval mila jayega our aapko yah samajh aa gya hoga ki ham kaise Adsense ka Approval le sakte hai
- RBSE 10th 12th Result Kaise Nikale,10th 12th Board Result 2020
- Aadhaar card kaise download kare
- pm kisan gov in check payment status
- SSO ID के पासवर्ड फॉरगेट केसे करे HOW TO FORGOT SSO ID PASSWORD
- OBC/SC/ST जाति प्रमाण पत्र कैसे बनाये ? पूरी जानकारी
- mool niwas praman patra kaise banaye?
- shramik card ke liye avedan kaise kare 2020
- Blogging se paise kaise kamte hai, How to earn money from blogging
- YouTube Se Paise Kaise Kamate Hai
- Google Adsens Kya Hai Or Adsens Se Paise Kaise Kamate Hai
1 Comments
Nice sir thanks for sharing us..
ReplyDeletebest Deals and promos for hosting and domain
Comments