Hello Dosto,
Dosto bahut se blogger yahi galti karte hai ki wah kuch post likh kar apni blog website ko Google Adsense ke liye apply kar dete hai our unhe Google Adsense ka Approval nahi milta our wah Apni Website par kam karna band kar dete hai isliye ham post me aapko batayenge ki aapko apni New Website ko Google Adsense ke Liye Kab Apply karna Hai
Dosto is post me ham aapko batayenge ki aap New Blog Website Ko Google Adsense Ke Liye Kab Apply Kare 2020 kyoki new blogger ko pata nahi hota h ki wah New Blog Website Ko Google Adsense Ke Liye Kab Apply Kare 2020 ko Google Adsense ke Liye kab Apply kare our is ke bare me ham aapko poori jankari is post me dene wale hai ki aap kab apni New Blog Website Ko Google Adsense Ke Liye Kab Apply kar sakte hai isliye is post ko shuroo se lekar last tak padhe
New Blog Website Ko Google Adsense Ke Liye Kab Apply Kare 2020 |
Dosto bahut se blogger yahi galti karte hai ki wah kuch post likh kar apni blog website ko Google Adsense ke liye apply kar dete hai our unhe Google Adsense ka Approval nahi milta our wah Apni Website par kam karna band kar dete hai isliye ham post me aapko batayenge ki aapko apni New Website ko Google Adsense ke Liye Kab Apply karna Hai
our Adsense ke liye Apply karne se pahle kya kya bate dhyan me rakhni chahiye our kaise ham new Bloge Website par Google Adsense ka Approval Pa sakte hai yah sab aapko ham is post me batane wale hai isliye post ko last tak padhe
Dosto har new blogger ka sapna hota hai ki wah apni website se paise kama sake lekin kuch karno se wah paise nahi kama sakte lekin aap apni website se paise kaman chahte hai to aapo kuch bate dhyan me rakhni padegi our yah bahut hi jaroori hai
New Blog Website Ko Google Adsense Ke Liye Kab Apply Kare 2020 Dosto ham aapko bata rhe hai ki aap kab Google Adsense ke liye Apply kar sakte hai our kya kya bate dyan me rakani hai
Domain Name -
Dosto Adsense ka Approval lene se pahle aapko Domain kharidna hoga our wah Domain [ .com / .in /.org ] jaisa hona chaiye our Domain kam se kam 1 month purana hona chahiye vese to Google 6 month poorane Domain par Adsense ka Approval deta hai lekin yah jaroori nahi hai aako to bas Domain kharidna hai tabhi aap Google Adsense ka Approval pa sakte hai
Contnets -
Dosto google Adsense se Appoval lene se pahle aapko apni Website par Accha Contnets likhna hoga our Contents Copyright nahi hona chaiye balki khud se likha hona chaihiye our aapka Contnets SEO frindly hona chahiye our aapki post Google me renk hona chahiye tabh hi aap Adsense ke liye Apply kar sakte hai
Thame -
Dosto Adsense se Approval pane ke liye aapko pahle apne Thame ko Acchi tarah se Customaiz karna hoga our aapki Thame Mobaile Frindly Hona chahiye our Aapki Thame ka backgrund whaight hona chahiye tabi aapko Adsense ka Approval mil sakta hai
Importent Pages -
Dosto agar aapko google Adsnse ka approval lena hai to aapko pahle apni Website me Kuch Importent Page ko lagana hoga jaise [ About Us , Contect Us, Privacy policy ] our pages aapke dwara banaye hi hona chahiye na ki kisi ke Copy kiye hua
Sitemap-
Dosto sitemap aapki Website ke liye bahut hi fhaydemand hota hai our yah aapki website ko Google me Indexing karne ka kam karta hai isliye aapko Apni website ko Sitemap se link karna hoga jisse aapko Google Adsense Ka Approval mil sake
SEO -
SEO ka matalb hota Hai Search engine optimization (SEO) yah aapki website ke liye bahut hi jaroori hota hai Google Adsense ka Approval pane ke liye aapko pahle Apni Website our Apni Sabhi posto ka SEO karna hoga tahi hi aap Google Adsense se approval le sakte hai
Traffic -
Dosto Google Adsense Se Approval lene ke liye aapko pahle apni Website par traffic lana hoga kyoki agar aapki Website par Accha traffic Aayega to Aapko Google Adsense se Approval lene me jya pareshani nahi aayegi
Dosto agar aapki website par yah sab Rules lagu hai to aap apni Blog Website ko Google adsense ke liye Apply kar sakte hai our agar aapne in sab bato ka dhyan rakh liya to aapko 100% Adsens Approval mil jayega
Dosto is post ko padhne ke bad aapko Google Adsense se Approval lene me jyada paresani nahi aayeg our agar aapko post se related koi pareshani ho to aap comment me bata sakte hai
- RBSE 10th 12th Result Kaise Nikale,10th 12th Board Result 2020
- Aadhaar card kaise download kare
- pm kisan gov in check payment status
- SSO ID के पासवर्ड फॉरगेट केसे करे HOW TO FORGOT SSO ID PASSWORD
- OBC/SC/ST जाति प्रमाण पत्र कैसे बनाये ? पूरी जानकारी
- mool niwas praman patra kaise banaye?
- shramik card ke liye avedan kaise kare 2020
- Blogging se paise kaise kamte hai, How to earn money from blogging
- YouTube Se Paise Kaise Kamate Hai
- Google Adsens Kya Hai Or Adsens Se Paise Kaise Kamate Hai
0 Comments
Comments