MX Player Me Dark Mode Enable Kaise Kare
MX Player Me Dark Mode Enable Kaise Kare –
Hello Dosto Aaj ki post me ham aapko batayenge ki aap MX Player Me Dark Mode
Enable Kaise kar sakte hai isliye dosto is post ko shuroo se last tak padhe
kyoki is post me ham aapko MX Player Me Dark Mode Enable Kaise Kare ke bare me
jankari dene wale hai
MX Player Me Dark Mode Enable Kaise Kare
MX Player kya hai –
MX Player kya hai our MX Player Me Dark Mode
Enable Kaise Kare Dosto MX Player ek Video Player hai jaha se ham apne mobile
me koi se bhi Folder me Movies ya Koi Bhi Video do Download karke MX Player me
dekh sakte hai kyoki MX Player me aapke mobile ki poori video mil jayegi jaha
se aap video play kar sakte hai Dosto MX Player kam hi yahi hai ki wah aapke
poore mobile ki Video ek jagah lata hai taki hame Folder me video dekhne me
pareshani nahi aaye our iske sath hi MX Player ke New Version me aap online TV
Show, Movies ya fhir koi bhi Video Dhekh sakte hai our iske sath hi MX palyer
ke new Futhers me MX Player Me Dark Mode Enable bhi kar sakte hai our MX Player
Me Dark Mode Enable Kaise karna hai yah ham aapko is post me aapko Step By Step batayenge ki aap kaise MX Player Me Dark
Mode Enable Kaise kar sakte hai
Step 1.
Dosto Sabse pahle aapko apne Mobile me MX
Player ko Open kar lena hai agar aapke pass Mx Player nahi hai to aap MX Player
ko Play Store se Download kar sakte hai MX Player ko open karne ke baad aapke
samne kuch is tarah ka page aa jayega jo aapko niche photos me bataya gaya hai
Step 2.
Fir aapko waha par upper 3 lineo wala menu
dikh raha hoga aapko us par clik kar dena hai our fir aapke samne naya page open
ho jayega jo niche photo me bataya gaya hai
Step 3.
Fir Aapko waha par Dark Theme ko enable karne
ka opstion mile jayega our us ko on karte hi aapka MX Player Dark ho jayega
Dosto mujhe lagta hai ki aapko yaha samajh me
aa gaya hoga ki kaise aap MX Player Me Dark Mode Enable Kaise Kare kar sakte
hai agr samajh aa gaya to comment jaroor kare
- RBSE 10th 12th Result Kaise Nikale,10th 12th Board Result 2020
- Aadhaar card kaise download kare
- pm kisan gov in check payment status
- SSO ID के पासवर्ड फॉरगेट केसे करे HOW TO FORGOT SSO ID PASSWORD
- OBC/SC/ST जाति प्रमाण पत्र कैसे बनाये ? पूरी जानकारी
- mool niwas praman patra kaise banaye?
- shramik card ke liye avedan kaise kare 2020
- Blogging se paise kaise kamte hai, How to earn money from blogging
- YouTube Se Paise Kaise Kamate Hai
- Google Adsens Kya Hai Or Adsens Se Paise Kaise Kamate Hai
1 Comments
How can I use the mx player app to watch live tv app?
ReplyDeleteComments