mool niwas praman patra kaise banaye?
Hello Dosto, aaj ki post me ham aapko batayenge ki aap
apna mool niwasi praman patra kaise bana sakte hai ? mool niwas praman patra kaise banaye? , mool nivas praman patra kya hai , kaise online aavedan kare ,aadi
![]() |
mool niwas praman patra kaise banaye? |
mool niwas praman patra kaise banaye?
Dosto mool niwas praman patra ek bahut hi impotent document hai our bharat ke nagriko ke liye yah bahoot jaroori hai mool niwasi praman patra sarkar ki kai yojnao me jaroori hota hai our iske bina aap sarkar ki kisi bhi yojna ka labh nahi le sakte hai | agar aap ke pass mool niwasi praman patra nhi hai to aap jaldi se bana le kyonki eske bina aap sarkari yojnao ka labh nhi le sakte hai | our yah bharat ke sabhi rajyo me lagu hai | agar aap bhi mool niwasi praman patra banana chahte hai to jaldi bana le our aap apna mool niwasi praman patra kaise bana sakte hai yah ham aapko is post me step by step batayenge esliye es post ko poori padhe |
mool niwas praman patra kaise banaye?
Dosto agar aap bhi mool niwasi praman patra banana chahte hai to is post ko pura padhe
mool niwas praman patra kaise banaye?
Dosto sabse pahle aapko mool niwasi praman patra ka form bharan hoga jo ki aap ko E mitra par mil jayega our aap ese online bhi download kar sakte hai eski link aapko niche mil jayegi aap waha se bhi ese download kar sakte hai aapko form me apni jankari bharni hogi our us par 2 sarkati gavah se verify karana hoga
mool niwas praman patra download form rajsthan
mool niwas praman patra download form rajsthan
Our aapko form ke sath apne documents bhi lagane honge or kya kya lagan hai aapko niche dikh jayega
Mool niwasi praman patra banane ke liye impotent documents
- Votar ID ki photocopy
- Aadhar card ki photocopy
- Parivar ragister ki nakal
- Rashan card ki photocopy
- Birth praman patra
- Bijali ya pani ka bill
- Passporat photo
Mool niwasi praman patra banane ki upyogita
- shekshik sansthao me kota prapt karne hetu
- school and collegeo me dakhila prapt karne hetu
- sarkari nokri me aavedan prapt karne hetu
- scolarship ke liye
- jamin ki ragistri karvane hetu
- vahan lene hetu
Mool niwasi praman patra ke liye aavedan
- sabse pahle aapko mool niwas praman patra ke form ko bharna hoga
- fir aapko 2 gawah se verify karwana hoga
- form ke sath douments ki photocopy lagani hogi
- fir aapko koi se bhi najdiki E- Mitra ya CSC senter par form ko jama karwana hoga
- fir E-MItra wale aapke form ko online karenge
- fir aapka form tahsildar ke pass chek hoga jiska status aap emitra par dhekh sakte hai
- 7 se 8 dino ne aapka form ban jayega our usme koi kami h to sahi karne ke liye vapas bhejega
- aapke form ko verify hone ke bad emitra wala aapko mool praman patra nikal kar dega apne emitra sit par
- our aapka mool niwasi praman patra ban jayega
Dosto es post ko padne ke bad aapko samajh aa gaya hoga ki aap kaise aapna mool niwas praman patra bana sakte hai agar aa gya to comment jaroor kare
1 Comments
Greate Post Sir
ReplyDeleteबिना ई-मित्र घर बैठे जाती प्रमाण पत्र ऐसे बनाये click here
Comments